جب وہ اِک شخص دسترس میں تھا اس سے ملنا تمہارے بس میں تھا اس کی آنکھیں تمہاری آنکھیں تھیں اس کی باتیں تمہاری باتیں تھیں اس کا چہرہ تمہارا چہرہ تھا اس کے دل پر تمہارا پہرہ تھا اس کی ہر سانس میں بسی تھیں تم اس کے ہر لفظ میں کِھلی تھیں تم اس کے سپنوں میں بھی رچی تھیں تم اس کی نیندوں میں جاگتی تھیں تم وہ جو کہتا تھا بے قراری ہے میری ساری وفا تمہاری ہے صرف تم سے مجھے محبت ہے صرف تم سے میری حقیقت ہے کتنی باتیں میں کہہ نہیں سکتا […]
Misel-e-Khuwab
Wo Misl-e-khuwab hi rehta to kitna acha tha, Wo mery sath hi rehta to kitna acha tha. Subhein haseen to shaamein b khushgawaar hotein, Wo mery shehr mein hota to kitna acha tha. Hawa k dosh pe pheli hoi thi uski mehak, Hawa ka rukh na badalta to kitna acha tha. Main zindagi k masaayel se lar bhi sakta tha, Wo hosla mujhy deyta to kitna acha tha. Na ab milengy na baatain na phir mulaqaatain, Wo yehi baat na kehta to kitna acha tha….!!!
DIL Behel jaye to log chor dete hain
DIL Behel jaye to log chor dete hain Koi aur mil jaye to log chor dete hain Chaar Din ki chandni ka kya karna Chandni Dhal jaye to log chor dete hain Kasam to khate hain sada sath jeene ki Zehn badal jaye to log chor Dete hain Aaj kal k logon ka Bharosa kya karna Mausam Badal jaye to log Chor dete hain
Us nay pyaar ka kheel bhi nafrat sey kheela…
Us nay pyaar ka kheel bhi nafrat sey kheela… Har baar wo zalim meri hasrat sey kheela… Meri jaan-o-dil pay saara haq tha usey… Dukh itna hai kay wo meri gurbat sey kheela… Dil toora to bikharnay bhi na dia us nay… Merey dil kay saath kitni ulfat sey kheela… Kesay us kay haathon main barbaad na hota… Pehli baar zindagi main koi itni mohabbat sey kheela…
Raat sunti rahi main sunata raha
Raat sunti rahi main sunata raha… dard ki dastan main btata raha Log logon sy chahat nibhaty rahy Ek wo tha mera dil jalata raha Dhop chaoon C uski tabyat rahi Wo nigahain milata churata raha Dil k mehman-khany main ronak rahi koi ata raha koi jata raha Hum-maktab ny sara sabak parh liya Main tera nam likhta mitata raha Ek main hi piyasa mery dosto Log pety rahy main pelata raha…