Maa

( Maa )
jab b waqat milay apni maa k pas bath jaya kero. Q k maa k pas guzra howa waqt akhrat walay din bukhshish ka zaria banay ga

Good Morning

اســـــلام عليـــــكم
¸.•°“°•.¸ ¸.•°“°•.¸
♥Good♥
♥M0rning♥
`°•.¸¸.•°` `°•.¸¸.•°`
ســـــبحـــــان اللـــــه
وبحمدہ سبحان اللہ العظیم. اپنے ھر دن کا آغاز نیک کام اورنیک
کلام سے کرو.

Darta Hon Maut Se Magar Marna Zaroor Hai,

Darta Hon Maut Se Magar Marna Zaroor Hai,

Larazta Hon Kafan Se Par Pehn\’na Zaroor Hai,

Ho Jaata Hon Ghamgeen Janaaze Ko Dekh K,

Lekin Mera Janaaza B Uthna Zaroor Hai,

Hoti Hai Badi Kapkapi Qabron Ko Dekh Kar,

Muddaton Andheri Qabr Mein Rehna Zaroor Hai,

Duniya Tou Mere Dil Ko Lubhati Hai Subh-O-Sham,

Par Sach Is Ko Chorh K Jaana Zaroor Hai,

Ya Allah Ta\’alah Jab Teri Taraf Se Bulawa Aaye Tou Sahib-E-Imaan Uthana Aameen.

In NAHJUL BALAGA YA ALI said :

In NAHJUL BALAGA YA ALI said :

\”Insan Bhi kiya Shay He, Doulat kamane k liye Apni Sehat kho Deta He

Phir Sehat ko Wapis Pane k liye Apni Doulat Khota he.

Mustaqbil Ko Soch Ke Apna Haal Zaya Karta he

Phir Mustaqbil Me Apna Maazi Yaad Kar Ke Rota he.

Jeeta Aise He Jaise Kabi Mare Ga Hi Nahi Aur

Mar Aise Jata He Jaise Kabi Jiya Hi Nahi.\”