( Maa )
jab b waqat milay apni maa k pas bath jaya kero. Q k maa k pas guzra howa waqt akhrat walay din bukhshish ka zaria banay ga
اســـــلام عليـــــكم
¸.•°“°•.¸ ¸.•°“°•.¸
♥Good♥
♥M0rning♥
`°•.¸¸.•°` `°•.¸¸.•°`
ســـــبحـــــان اللـــــه
وبحمدہ سبحان اللہ العظیم. اپنے ھر دن کا آغاز نیک کام اورنیک
کلام سے کرو.
Darta Hon Maut Se Magar Marna Zaroor Hai,
Larazta Hon Kafan Se Par Pehn\’na Zaroor Hai,
Ho Jaata Hon Ghamgeen Janaaze Ko Dekh K,
Lekin Mera Janaaza B Uthna Zaroor Hai,
Hoti Hai Badi Kapkapi Qabron Ko Dekh Kar,
Muddaton Andheri Qabr Mein Rehna Zaroor Hai,
Duniya Tou Mere Dil Ko Lubhati Hai Subh-O-Sham,
Par Sach Is Ko Chorh K Jaana Zaroor Hai,
Ya Allah Ta\’alah Jab Teri Taraf Se Bulawa Aaye Tou Sahib-E-Imaan Uthana Aameen.
In NAHJUL BALAGA YA ALI said :
\”Insan Bhi kiya Shay He, Doulat kamane k liye Apni Sehat kho Deta He
Phir Sehat ko Wapis Pane k liye Apni Doulat Khota he.
Mustaqbil Ko Soch Ke Apna Haal Zaya Karta he
Phir Mustaqbil Me Apna Maazi Yaad Kar Ke Rota he.
Jeeta Aise He Jaise Kabi Mare Ga Hi Nahi Aur
Mar Aise Jata He Jaise Kabi Jiya Hi Nahi.\”
Nafrat Gunah Se Karo,,
Gunah Karne Wale Se Nahin..
Shayed!
Tumhari Mohabbat Mein Aa Kar Wo Gunah Karna Hi Chor De..
AGAR TUM MOUT KI RAFTAR KO DEKH LETY TO UMEEDO SE NAFRAT KARTE OR KABI UN KO POORA KARNE MAIN MASROOF NA HOTE IRSHAD (HAZRAT ALI R.A)
Mere hathon se khushboo jati nahi,,,
Main ne ISM-e-MOHAMMAD ko likha bohat aur chuma bohat….